recent posts

How to apply for passport online in india



Hello Friends ,
                       Main aaj aapko bta rha hu ki jaldi se jaldi or easy tarike se ONINE PASSPORT kaise banate hai.

To agr aap chahte hai ki kam time me or aasan tarike se apne passport ko apply kre to iske liye pure ARTICLE ko dhayan se pdhe.

Sabse pahle hamko pta hona chahiye ki ONLINE PASSPORT ka official website kya hai 

ONLINE APPLY ke liye  CLICK HERE yha pe click kre ye official website h or aasan bhi hai



आधार कार्ड के बारे में जानकारी के लिए क्लिक करें |


1. PASSPORT apply krne ke liye aapko PASSPORT SEVA page ko open krna pdega .

2. Website open krne ke baad  NEW USER wale box pe click kre iske baad aapka REGISTRATION wala page khulega.

3. Ab aap passport sewa ki wesite pe jaye. aap jis city me rahte hai uska PASSPORT offfice select kre or ye dhayan rakhe ki pura detail aapke DOCUMENTS ke anushar hona chahiye.

4. Jab kam pura ho jaye tab REGISTER pe click kre.




5. Iske baad aapka Account create ho jayega to fir se aapko PASSPORT SEWA ke website pe wapas aana hai.

6. Ab aapko green colour wale login buttom pe Click karna hai.

7. Apna EMAIL ID likhe or CONTINUE buttom pe click kre.

SOLAR SYSTEM के बारे में जानने के लिए यहाँ क्लिक करें |


8.Apna ENAIL, PASSPORT or CAPTAme bane character ko  type kre or iske baad LOG IN per Click krein.

9. Apply for Fresh Passport/Reissue of  passport pe click krein.

10. Aapko do option milenge ek download form or dusra online form bharne ke liye.
aap online form hi bhare isse aapko aasani or time bhi kam lgega.

11.  Iske baad aapko apni details achi tarah se documents me dekh kar bhare .isme koi bhi galti nhi hini chahiye .

12. Pure form bharne ke baad aapko wapas phir us page pe jana hoga jo maine 9 number step me btaya hu.

13.View Saved/Submitted Applications  pe click krein .

14.Ab aapne jo kuch bhi SUBMIT kiya hai uska preview ab aapko dekhne ko milega achi tarah se check krein or Pay and Schedule Appointment  pe click krein.

15. Ab ONLINE PAYMENT ko select krein or uske baad Next buttom pe click krein.

16. Ab iske baad aapke near passport centre ki soochi aapke screen pe show krega.


WORLD GENERAL KNOWLEDGE के लिए यहाँ क्लिक करें|

17. Ab aapko PSK me droup menu me se kisi ek option ko choose krein.

18. pay and book appointment pe click krein.

19.Ab aapko payment gat way pe jakar payment krna hai 
payment hone ke baad aap return PASSPORT SEWA ke page pe return aa jaiyega.

20.Ab aapko Conformation Appointment ka page milega jispar aapki puri detail mauzood rahegi.

LIST OF ALL PRESIDENTS &PRIME MINISTERS OF INDIA



21.Ab aapko print application reciept ka option milega jisse aap print kr skte hai.

22. Aapko passport sewa centre pe print out ki zaroorat hogi.

23. Ab aap nirdharit time per passport sewa centre par jaye or agar aapka total detail aapke sath hai to aaoko two hours se jyada time nhi lgega .

24. Police verification pura hone ke baad aapko aapka passport mil jayega  iske baad apna appplication status ko check krte rhe .

OR mujhe ummed hai ki meri di gyi jankari aapka zaroor help kregi.
to mere blog ko follow krna na bhule.

Follow krne se main aapke sath or sari knowledge bhi shar kr skta hu.

THANKS FOR READING THIS ARTICLE 
How to apply for passport online in india How to apply for passport online in india Reviewed by master all on November 20, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.